1. Sabse pahile apane Computer me jakar my computer ya This Pc ko select karana parega.
2. phir uske baad Right Click karke mannage me click karana parega.
3. Phir select karane ke baaad Disk management par Click karana parega.hamare pass sirf 3 drive hai hame 4 drive banana hai toh.
4. Sabse Jada Space wala drive par Right Click Karana parega.
5. Right Click karane ke bad Shrink par select karana parega.
1024 byte =1MB
1024 MB = 1 GB
1024 = 1TB
6. Hame jitana GB ka Naya Drive Chahiye Utana GB se 1024 ko Multiply Karana parega.
7. Jaise ki hame 80 GB ki Naya Drive Chahiye Toh 80x1024 = 81920 Hoga.
8. Phir Uske baad hame Kux Time tak Wait Karana parega.
9. Wait karane ke baad kux Eshh Taraha dikhega.
10. Phir hame Create Kiya huwa Naya drive me Right Click karake, New Simple Volume me Click Karana parega.
11. Phir uske baad Next par Click karana parega.
12. Next Pe Click karne ke bad Kahi Aap ko drive ki latter choose karana hai toh yaha Se choose kar Sakte ho.
13. Phir Se Next pe click karna Parega.
14. Finally, AP ka Naya Drive Create ho Jayega.

0 Comments
please don;t enter any Spam link in the comment box