Agar Aap Apane Computer me Screenshot Lena chahate hai Aur Aapko pata nahi hai ki apane Computer ya Kisi ke Computer me Screenshot kaise liya jate hai Toh Aap Esh Article ko padhakar Asani se Apane Aur Kisi ke vi Computer me Screenshot lekar Save Kar sakte hai.

Steps :- 1  ScreenShot Computer ke Operating System me Var par ta hai agar Aapke pass Windows 8/10 hai toh yeh Article Apko 100% kam Aayega.

Steps :- 2 Sabse Pahile Apane Ke Seach Box me jakar Snipping Tool Search karna parega , Seach kar Open Karne ke bad kux Esh Tarah dikhega.




Steps :- 3  Phir Aapko New me Click karke , Aap Apane Computer ka Jitna Part ka  Screenshot lena chahate hai Utana part ko capture karke chodana parega xodane ke baad kux Esh tarah dikhega.




Steps :- 4  Phir Aapko File me Jakar Save as Me click karna parega.


Steps :- 5  Click karne ke baad Aapko Kux Esh Tarah dikhega.


Steps :- 6  Phir Aapko Ush Picture ka Name dekar Save as Type par Click karke Apana Picture format Choose kar kar Ok pe Click karna parega.



Steps :- 7  Ok Pe Click karne ke baad Aapka Screenshot Save Hojayega.


Steps :- 8  Finally Aapka liya huwa Screenshot Save Hojayega Aapka choose kiya gaya Format par.