Hello Friends, Aaj Mai Aap logo ko Sikhane Ja Raha hoo YouTube ke Videos ho ya Songs Bina kisi Software ke Kaise Download kare Wo Vi Online.


Steps :- 1  Sabse pahile Aap Apne Computer ke Koi vi Browser Open kare , Main Chrome Open Kar Raha hoo.


Steps :- 2  Phir Usake baad YouTube Open Kare , Open Karne ke bad kux Esh Tarah dikhega.


Steps :- 3  Phir Aap Pane Favourite songs ko Search kar kar Open Kare , Open Karne ke bad kux Esh Tarah dikhega .




Steps :- 4  Phir Aap Songs ke URL pe Click karke , youtube ke Aage ke sare later jaise ki WWW savi ko Erase kana parega , Erase karne ke baad SS type kar kar enter Click karne parega.





Steps :- 5  Enter pe Click Karne ke baad kux Esh Tarah dikhega.



Steps :- 6 Phir yaha par Click karke Aap Apana Manpasand  Video Format choose karna.


Steps :- 7 Video Format choose karne ke baad Download pe click karna parega.


Steps :- 8  Download pe Click karne ke bad Aapka Songs ya Video Download hona Start hojayega.